People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Ram Lala Pyare Hain
Lyricist: Javed Akhtar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahayoddha-Rama/Ram-Lalaa-Pyaare-Hain/BwBdfTACWWM
Video:
ram lalaa pyare hai dil jeet le sare hai
unke wo dulare hai rakshas jo aaye the
sang laye hai ram ji se hare hai wo
suno sab nar nari re suno sab nar nari re
lo veerta jeeti re kayarta hari
ram lalaa ki jai bolo ram lalaa ki jai
man ke mandir ke pat kholo ram lalaa ki jai
ram lalaa ki jai bolo ram lalaa ki jai

dhanay huyi wo mata ghar jiske janame ram
dhanay huyi wo mata ghar jiske janame ram
jag mein hai karke bitake sapne sachche ram
ram ram jai jai ram
jo ramcharit jane wo hi ye batata hai
aadarsh putr hai wo aadarash hai bhrata
pran pran mein ram lagan hai
nagar nagar mein ram bhajan hai
nagar magan hai re
yug yug se hamre hai fir bhi hai nyare ram
ram jai jai ram ram jai jai ram
ujjawal hai suraj se chanda se pyare ram
ujjawal hai suraj se chanda se pyare ram
ram jai jai ram ram jai jai ram

suno sab nar nari re suno sab nar nari re
lo veerta jeeti re kayarta hari
aao karlo ram ki puja
aisa paawan aur na duja gaaye man hai re
ram jai jai ram ram jai jai ram
suno sab nar nari re suno sab nar nari re
suno sab nar nari re suno sab nar nari re
lo veerta jeeti re kayarta hari
lo veerta jeeti re kayarta hari
Chalo Banao Setu
Lyricist: Javed Akhtar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahayoddha-Rama/Chalo-Banao-Setu/FScaBxNEemc
Video:
punay ki jag me vijay ke hetu
aao paap se yudh karne banaau setu
man kahe ki nyay ki raksha mein
mange pran bhi jo dan mein to de dun
rang layi dekho bhakat aaye
lanka dhane ki le ke shapath aaye
jai hanuman gyan gun sagar
jai kapis tihu lok ujagar
ram dut atulit bal dhama
pawan putr pawan sut nama

jai shri ram
gaya tha main bas le ke apka naam
apki mundri maine di ja ke sita maiya ko
sita maiya ne ye kaha mere swami se ye kaho
mujhe mukt karaane aaye rawan ko harane aaye
dukh maine jo dekha unka to maine jala di lanka
mere raghupati

raghraai dekho hanu aaye
buddhi gyan sabhi se wo tharraye
raghraai dekho bhakat aaye
lanka dhane ki le ke kasam aaye
raghraai ab yudh karna hai
sab jane jina hai sab jane marna hai
man kahe ki nyay ki raksha mein
mange pran bhi jo dan mein to de dun
Ali Ali Dam Ali Ali
Lyricist: Nusrat Badr
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Deewaar/Ali-Ali---Qawwali/CD8
lagi aag sine me bujhti nahi
ye kaisi hai uljhan suljhti nahi
khuda tu bata de kya ho gaya
kyu insa se insa juda ho gaya
ali ali dam ali ali ali ali dam ali ali
ali ali dam ali ali ali ali dam ali ali
ali ali dam ali ali ali ali dam ali ali
ali ali dam ali ali ali ali dam ali ali
aaj dil me hai gam ali ali gam ali ali
aaj dil me hai gam ali ali gam ali ali
tu kar de karam gam ali ali
gam ali ali ali ali gam ali ali
tere dam se hai dam ali ali gam
ali ali gam ali ali
tere dam se hai dam ali ali gam
ali ali gam ali ali
tu kar de karam gam ali ali
ali ali dam ali ali ali ali dam ali ali

tere dam se hai zamana tere gam se hai fasana
tere dam se hai zamana tere gam se hai fasana
tera rang hai rang hai
rang hai tera rang hai aashiqana
ye malang tera diwana tera diwana
diwana diwana ha diwana diwana diwana
aye mere diwane sabhi ko bata
ye duri hai kya tere gam se gam se
aye mere diwane sabhi ko bata
ye duri hai kya tere gam se
jaha ho mohabbat jaha ho wafa
waha fasla tere gam se tere gam se
tere dam se hai dam ali ali gam
ali ali gam ali ali
tu kar de karam gam ali ali
ali ali dam ali ali ali ali dam ali ali

do dilo ko hai milana duriyo ko hai mitana
do dilo ko hai milana duriyo ko hai mitana
jalwa tujhko hai dikhana jalwa
jalwa tujhko hai dikhana jalwa jalwa jalwa
ye malang tera diwana tera diwana
diwana diwana ha diwana diwana diwana
hai itni shikayat hai itna gila
kaha tu chhupa hai kasam se
hai itni shikayat hai itna gila
kaha tu chhupa hai kasam se
hata de ye parda hai ye iljam
nigahe pila tu kasam se kasam se
to jhume aalam ali ali dam ali ali ali
ali ali dam ali ali ali ali dam ali ali
to jhume aalam ali ali dam ali ali ali
ali ali dam ali ali ali ali dam ali ali

tu kar de karam gam ali ali
ali ali dam ali ali ali ali dam ali ali
ali ali dam ali ali ali ali dam ali ali
ali ali dam ali ali ali ali dam ali ali
ali ali dam ali ali ali ali dam ali ali